Baat Baat Pe Jo Rooth Jate Hain,
Hath un se anjane main choot jate hain,
Koi bataye unko bara nazuk hai pyar ka rishta,
Hanste Hanste bhi Dil toot jate hain.♥♥
Har pal har lamha
Main kaise sehti hoon
Har pal har lamha
Main khudh se yeh kehti rehti hoon
Tujhe bhula diya oh
Tujhe bhula diya oh
Tujhe bhula diya oh
Phir kyun teri yaadon ne
Mujhe rula diya oh
Mujhe rula diya
Main kaise sehti hoon
Har pal har lamha
Main khudh se yeh kehti rehti hoon
Tujhe bhula diya oh
Tujhe bhula diya oh
Tujhe bhula diya oh
Phir kyun teri yaadon ne
Mujhe rula diya oh
Mujhe rula diya
Teri yaadon mein likhe
jo lafz dete hai sunayi
Beetay lamhe poochte hai
Beetay lamhe poochte hai
kyun hue aise judaa
Hairaan hain hum
Huye kyun tum gairon se
Kaisa hai gam
Bolo na tum honthon se
Na tum ho bewafa
Na mein bhi hun
Phir bhi hain hum judaa
Main kya kahoon
Na jaane waqt ki marzi hai kya
Kyun hai mili yeh dooriyan
O meri jaan…o meri jaan
Huye kyun tum gairon se
Kaisa hai gam
Bolo na tum honthon se
Na tum ho bewafa
Na mein bhi hun
Phir bhi hain hum judaa
Main kya kahoon
Na jaane waqt ki marzi hai kya
Kyun hai mili yeh dooriyan
O meri jaan…o meri jaan
Tere bin jo din aaya
Kaate na woh kat paaya
Kami teri khal si jaati hai
Tere bin jo shaam aayi
Badi dil ki tanhai
Meri aankhen bhar si jaati hain
Kuch tum mujhse khafa
Kuch main bhi hun
Hai kya iski wajah
Main kya kahun
Na jaane waqt ki marzi hai kya
Kyun hai mili yeh dooriyan
O meri jaan…o meri jaan
Kaate na woh kat paaya
Kami teri khal si jaati hai
Tere bin jo shaam aayi
Badi dil ki tanhai
Meri aankhen bhar si jaati hain
Kuch tum mujhse khafa
Kuch main bhi hun
Hai kya iski wajah
Main kya kahun
Na jaane waqt ki marzi hai kya
Kyun hai mili yeh dooriyan
O meri jaan…o meri jaan
Tujhe dil se tha chaaha
Tu hi toh na mil paaya
Khushi mujhko chal si jaati hai
Mere tu tha sarmaaya
Tujhe pa k na paaya
yahi baatein chubh si jaati hain
Tanhaa teri tarah haan main bhi hun
Donon hain gamzadaa main kya kahun
Na jaane waqt ki marzi hai kya
Kyun hai mili yeh dooriyan
O meri jaan…o meri jaan
Tu hi toh na mil paaya
Khushi mujhko chal si jaati hai
Mere tu tha sarmaaya
Tujhe pa k na paaya
yahi baatein chubh si jaati hain
Tanhaa teri tarah haan main bhi hun
Donon hain gamzadaa main kya kahun
Na jaane waqt ki marzi hai kya
Kyun hai mili yeh dooriyan
O meri jaan…o meri jaan
By Princess Michelle
Agar mai kahu ke aap anjaan hai, tho esa bhi ho sakta hai, agar mai kahu ke aap meri pehchaan hai, tho esa bhi ho sakta hai, agar mai kahu aap nadaan hai, tho esa bhi ho sakta hai, magar kesai meh kahu ke aap meri jaan hai, ap se hi es dil ki tamanha es dil ka jahaan hai, kesai meh kahu ke aap hi aap hai kesai meh kahu kesai meh kahu
ReplyDelete